Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil Laga Na
HomeDil Laga Na
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu phool tum gulab ka kya jawaab aap ka jo ada hai wo bahar hai aaj dil ki bekali aa gayee zuban par baat ye hai tum se pyaar hai dil tumhin ko diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu chahe tum mitaana par na tum girana aansoon ki tarah nigaah se pyaar ki unchaai ishq ki gehraai poochh lo humari aah se aasmaan chhoo liya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu iss hasin utaar pe hum na baithe haar ke saaya ban ke saath hum chale aaj mere sang tu goonje dil ki aarzu tujhse meri aankh jab mile jaane kya kar diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu hu hu hu hu hu hu
oooooooooo ooo oooo ooooo oooo hooooo ooooo ooooo oo ooo dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi laakh manaaya dil na maana jaan ke dhokhe mein aaya deewana jaan ke dhokhe mein aaya deewana aaya deewana kiska hua hai dil e daar koi hoooo kiska hua hai dil e daar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi kyun kehte ho pyaar kiya tha keh do kisi se dard liya tha keh do kisi se dard liya tha dard liya tha badle mein la gaya qaraar koi hoooo badle mein la gaya qaraar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa aitbaar koi hoooo bhule se bhi na karnaa pyaar koi doobe sitaare khoye nazaare phir na milenge dil ke sahaare phir na milenge dil ke sahaare dil ke sahaare karta rahega intazaar koi hoooo karta rahega intazaar koi dil ka na karnaa aitbaar koiiii dil ka na karnaa
dil ka nazraana le o dildaar le dil ka nazraana le o dildaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ki nishani le mere yaar le dil ki nishani le mere yaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ka nazraana le le le aasmaan to nahin jo badal jaaunga pyaar ka rang kachcha nahin maine dekhe yahaan pe hazaaron sanam baat ka koi sachcha nahin haan hum to wo nahin kar lo yakeen mere wafaaon ka ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ka nazraana le le le daaliyaan sar jhukaati hain mere liye chaand suraj ki mujh pe nazar tere kadmon tale in bahaaron ka dil koi tujhsa kahan jaadugar haan dhadke hai ye dil teri kasam tere khayaalon mein ye sachcha pyaar hai mera pyaar le ye sachcha pyaar hai mera pyaar le dil ki nishani le hum gale mil ke aao ye waada karen zindagi bhar na honge juda ab tumhin sab kuchh ho humaare liye jaan o dil se hai tum pe fida o sanam main hoon
dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai shola shabnam mein lehraaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein jaadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai jaadu sa chalne laga hai mausam badalne laga hai lagta hai mere seene se dil baahar nikalne laga hai sheesha patthar se takraaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein na paas aane diya hai na door hone diya hai na paas aane diya hai na door hone diya hai na hothon ko hansne diya hai na aankhon ko rone diya hai bada zalim ne tadpaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein aisa sitamgar kaise saiyan bana re na jaane jab tak ho saka ye hamse hum roothe rahe nahin maane yahi gussa ye rang laaya hai ke ek dushman pe pyaar aaya hai dil kaanton mein uljhaaya hai ke ek
dil ke aaine mein dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein sharbati aankh teri champai rang tera shabnami husn tera zindagi bhar ka nasha dil ki dhadkan hai meri teri paayal ki sadaa aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein husn e masoom tera kabhi magroor naa ho apni taarif tujhe kabhi manzoor naa ho ishq waalon pe jafaa tera dastoor naa ho aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein
dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de seene se uthkar honton pe aaya ye geet kaisa ye raag kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kuch kho raha hai kuch mil raha hai ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai sab kuch humara abb hai tumhara ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya
dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao hoye hoye hoye dil ko na mere tadpao yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani chaand se mat takrao dharti pe wapas aao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho dil jo kisi ka churao dard ko bhi apnao abb to humare ho jao haye haye haye dil ko na mere tadpao pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mudke nahin aayenge pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mud ke nahin aayenge phir wo jhalak dikhlaao aankhon se dil mein samaao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko
tobu bole keno sohosai theme gele bolo ki bolite ele ki bolite ele tobur pore bolar jachhilo bolo bolo ki bolite ele ki bolite ele mukhe oi bhasa koi eki bolo bhalo lage sonogan monopran bhorena anurage mukhe oi bhasa koi eki bolo bhalo lage sonogan monopran bhorena anurage duchokhe tomar minotir bati jele bolo ki bolite ele ki bolite ele tobu bole keno sohosai theme gele bolo ki bolite ele ki bolite ele tonu mon anukhon brithai othe je dule e aabesh hole shesh hoito bajabe bhule tonu mon anukhon brithai othe je dule e aabesh hole shesh hoito bajabe bhule ja cheye chho tumi egane tai ki pele bolo ki bolite ele ki bolite ele tobu bole keno sohosai theme gele bolo ki bolite ele ki bolite ele
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Ka Bhanwar Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:40 20359
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:40   Song Number : 20359   

Dil Ka Na Karna Halaku (1956) 04:52 13306
 
Poster of Halaku (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:52   Song Number : 13306   

Dil Ka Nazrana Le Chalaak (1973) 05:13 12957
 
Poster of Chalaak (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 05:13   Song Number : 12957   

Dil Kaanton Mein Uljhaaya Hai Barood (1976) 04:36 38071
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shoma Anand, Rishi Kapoor
Duration : 04:36   Song Number : 38071   

Dil Ke Aaine Mein Aao Pyar Karen (1964) 03:40 12579
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 12579   

Dil Ki Nazar Se Anari (1959) 04:49 20366
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 20366   

Dil Ko Na Mere Tadpao Budtameez (1966) 05:04 12945
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 12945   

Tobu Bole Keno Sahasai Rajkumari (1970) 03:11 39883
 
Poster of Rajkumari (1970)
 
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Tanuja
Duration : 03:11   Song Number : 39883